बाल झड़ने के 7 करण और रुकने के 100% असरदार उपाय [2026 गाइड]

बाल झड़ना आज कल आम समस्या बन गई है। हर दूसरा व्यक्ति इससे परेशान है। अगर आपके भी 100 से ज़्यादा बाल रोज़ झड़ रहे हैं तो ये आर्टिकल आपके लिए है।



बाल झडने के 7 मुख्य करण

1. Anuvanshik Karan (Genetics)

Agar parivar me ganjapan hai to ye sabse bada karan hai.

2. Poshan Ki Kami

Sharir me Protein, Iron, Vitamin D3 aur B12 ki kami se jad kamzor ho jati hai.

3. Stress Aur Neend Puri Na Hona

Raat me der tak mobile chalana aur tension lene se hormone bigadta hai.

4. Dandruff Aur Ganda Pani

Sir me rusi hona aur khare paani se baal dhona.

5. Galat Shampoo Aur Chemical

Jyada chemical wale shampoo, hair gel aur colour ka use.

6. Bimari

Thyroid, Typhoid ke baad baal tezi se jhadte hain.

7. Galat Lifestyle

Junk food, smoking aur garam paani se sir dhona.

बाल झडना कैसे रोके - 5 उपाय


1. Kya Khaye: Anda, dal, palak, doodh, anaar roz khaye. 15 min dhoop me baithe.

2. Tel Kaise Lagaye: Hafte me 2 baar Bhringraj + Nariyal tel halka garam karke lagaye. Tez malish na kare.

3. Shampoo Kaise Kare: Roz shampoo na kare. Mild shampoo use kare aur thande paani se dhoye.

4. Lifestyle Badle: 8 ghante soye, stress kam kare.

5. Kab Doctor Ko Dikhaye: Agar gol patch ban raha hai to turant dermatologist se mile aur D3, B12, Thyroid test karaye.

निष्कर्ष: सही खाना, सही तेल और अच्छी नींद से 90% बाल झड़ने से रुक जाता है। 



Comments

Popular posts from this blog

🌏UP SCHOLARSHIP FAST RUNNING SITE

Sardi Jukam Kaise Thik Kare? 5 Asan Gharelu Nuskhe | Cold Treatment in Hindi

Pet Dard Kyu Hota Hai? Karan, Lakshan Aur 7 Aasan Gharelu Upay